Showing posts with label SMS. Show all posts
Showing posts with label SMS. Show all posts

YEH DOSTI MERI NAHI HAMARI HAI

यह दोस्ती मेरी नहीं हमारी है, इसलिए तो सब रिश्तो से प्यारी है
 मुमकिन नहीं  दोस्तों का रोज़ मिलना, तभी तो  SMS का  सिलसिला जारी है

 
 Yeh dosti meri nahi hamari hai, Isliye to sab rishto se pyari hai
 Mumkin nahi dosto ka roz milna, Tabhi to SMS ka silsila jari hai.

Chhoti Chhoti baato pe

Chotti Chotti Baato pe Taqrar kiya na karo,
Hamare har majak ko Dil pe Liya na karo
Kaya pata hai sath aur kitne din ka
Tab tak hum gareebo ko yaad kiya karo.
Submitted by Deepak Arya

Dosti Mein Pyar

Har Koyi Pyar Ke Liye Tarapta Hai…
Har Koyi Pyar Ke Liye Rota Hai….
Mere Pyar Ko Galat Mat Samajh Na….
Pyar To Dosti Mein Bhi Hota Hai.

Submitted by-Parshant Shekhar

Dil Ka Haal


Kya Kahe Hum Dil Ka Haal ,Zubaan Pe Koi Shabd Nahi,
Pyar Ek Gunaah Hai ,Isse Galat Kuch Bhi Nahi,
Zindagi Ki Khoobsurati Samet Leta Hai Ye Pyaar,
Sabse Bura Hota Ye Shabd Agar Isme Juda No Hota Yaar.
Baat Ker Rahe Hai Hum ,Mehbbob Wale Pyar Ki,
Jiski Hume Bhi Is Duniya Mein Kabhi Talash Thi.
Jab Tak Chale Tab Tak Isse Acchi Koi Bhawna Nahi,
Per Agar Tut Jaye Ye To Maut Bhi Isse Sahi.
Kehte Sabhi Hai Waqt Bhar Deta Hai Dil Ke Ghaw Sabhi,
Per Waqt Bhi Deta Hai Dhokha Ye Humne Kabhi Socha Nahi.
Sach Kahu To Pyar Jaisi Koi Chij Nahi Is Jahaan Mein,
Bus Kuch Pal Ki Khushiyaan Hai Ye Jo Gum Ho Jati Hai Shaaman Mein.
Tod Ker Rakh Deti Hai Saasein Dil Bhi Rehta Hai Bechain,
Zina Bhi Mushkil Ho Jata Hai ,Raatein Ho Jati Hai Rain…

Submitted By-Aryan Chawla

Yaad

Unke Hontho Pe Mera Naam Jab Aya Hoga..
Khudko Ruswayi Se Phir Kaise Bachaya Hoga..
Sounke Fasana Auro Se Merii Barbadi Ka..
Kya Unko Apna Sitam Na Yaad Aya Hoga?

Submitted By-Veena Nagpal



Intzaar

Hume jana hai waha jaha dil ke baat ho,

Hume jana hai waha jaha dil se baat ho,

Hume jana hai waha jaha dard na sath ho,

Hume jana hai waha jaha intezar ke baat ho,

Kyu ke intezar mein bhi maza hai…

Submitted by-Kavita Gupta